"Vastav main kala too mann ki woh abhivyaktee hai jisase yathaarth ki dhara phutati hai, Es abhivyaktee ke alag alag madhyam hain, kala ek aoir saundarya ka aayaam hai, wahin dooshari taraf chetawani ka bhi, woh sahaj dhang se mann par apna ashar chhor jaati hai, sahityakar samaj ko shabdo main abhivyakta karta hai auir rangon ko kalakar kalpana auir yatharth ka srajanatamak roop dekar bahut kuchh anakaha kahakar hamen aagaah kar deta hai"
|